Chhattisgarh Public Service Commission Opening 34 Mineral inspector & 6 Mining officer Vacancy April 2014

JOB Detail:- Bhartiya Nagrik or Bharat Shasan dwara manya shreniyon ke abhyarthyon se chhattisgarh shasan ke khanij sadhan vibhag ke antrgat Khani nirikshak  or khani adhikari ke Rikt padon per bharti ke liye chhattisgarh lok sewa aayog dwara online aavedan ptr aamntrit kiye jate hai padon ka vivran niche darshit hai.
Post Name:-
1. Mineral Inspector:- 34 Posts
2. Mining Officer:- 06 Posts
Total Posts:- 40 Posts
Qualification:- Bhoo vigyan vishya lekar vigyan me snatak upadhi athva mining engineering me upadhi.Bhoo vigyan  (Geology) me snatkottar ki upadhi ya prayogik bhoo vigyan me anuprayukt bhoo vigyan  (Applied Geology) me M.Tech upadhi.
How To Apply:- Abhyarthi online aavedan karne se pahle vigyapan me darshit aavshyak shekshanik env aayu ke anuroop apni aharta ki jaanch kar sawyam sunishchit karle env aharta ki samst sharton ko poora karne ki sthiti se poorntya santusht hone per hi ve avedan ptr bhare. 
Last Date:-  09 May 2014
More Detail:- Mining Officer or Mining Inspector




No comments:

Post a Comment