Exam Detail:- Rajasthan rajya me sthit vibhinn M.Ed mahavidhyalyon me str 2014-15 ke liye M.Ed pthyakrm me pravesh hetu vishvavidhyalya env rajya sarkar ke aadeshanusar 01 june, 2014 ravivar prat 11.00 se 2.00 baje tak hone vali Pre M.Ed. Admission Test (PMET) 2014 ke liye abhayrthiyon se online aavedan ptr 07 April 2014 se aamntirt kiye jate hai.
Exam Name:- Pre M.Ed. Admission Test (PMET)- 2014
Qualification:- is test dwara pathyakrm me parvesh ke liye ve abhyarthi patr hai jo vidhi dwara sthapit kisi bhi vishvavidhyalya ki B.Ed /Shiksha shastri pariksha jo rajasthan rajya ke vishvavidhyalyon ki B.Ed pariksha ke samtulya mani jati hai. Online per uplabdh karayi gayi disha nirdeshika me ullekhit pravesh apekshaon ki poorti karne vale abhayrthi aavedan hetu patr hai samanya varg ke abhayrthiyon ke liye patrta B.Ed/Shiksha shastri pariksha me nyuntam Ank 55% paraprt krne vale hi aavedan yojya hai.
Examination Fee:- Rjasthan rajya dwarapradhikrit E-Mitra Kiosk /Jan suvidha Kender (CSC) ke madhyam se dinank 29 April 2014 tak kul rashi nagad rupye 410/- (Exam Fee Rs.400/- + Extra Service Charge Rs.10/-) jama kra kar rasid prapt karni hogi priksha shulk E-Mitra kiosk /jan suvidha kender (CSC) ke madhyam se swikar hoga.
How To Apply:-aavedak ko website www.pmet2014.com tatha www.pmet2014.org se online aavedan ptr E-Mita kiosk/Jan suvidha kender(CSC) ke madhyam se pradata ko Rs. 20/- atirikt sewa shulk dena hoga ya aavedak swayam satr pr bhi bhar sakta hai.
Last Date:- 30 April 2014
More Detail:- Click Here

No comments:
Post a Comment